Welcome to F.I.E.L.D.- the First Ismaili Electronic Library and Database.

Hindi

A-0859 Imamat ANDHERI JK BOMBAY -

MP3 Mono 22kHz 32Kbps (CBR) 69:14 minutes (15.85 MB)

1.08.710 Babul (General) -

MP3 Stereo 22kHz 64Kbps (CBR) 90:07 minutes (41.26 MB)

15.01.702 Babul (General) -

MP3 Stereo 22kHz 64Kbps (CBR) 55:05 minutes (25.22 MB)

A-0029-Imamat Aur Haqikat - 1988

MP3 Mono 22kHz 32Kbps (CBR) 59:46 minutes (13.68 MB)

Saachaa meraa Khalak Sirjanhaar -

MP3 Stereo 11kHz 64Kbps (CBR) 5:19 minutes (2.44 MB)

Jug maanhe sreva kisikire hoy -

in
MP3 Stereo 11kHz 64Kbps (CBR) 8:08 minutes (3.73 MB)

Tum chet man meraa -

in
MP3 Stereo 11kHz 64Kbps (CBR) 8:57 minutes (4.1 MB)

Saheb Ji Tu(n) - 2010

MP3 Stereo 44kHz 128Kbps (CBR) 5:02 minutes (4.61 MB)

Song based on Sahebji Tun with a hip-hop twist.

Payoji maine Mowla ka darshan paayo

verses: 
2

Title: Payoji maine Mowla ke Page: 58_________________________________________________________________________

Payoji maine, Mowla ka darshan pa~ayo (2)

Darshan pa~ake, sukh apnayo (2)

Nur ka dhan apna yo

Payoji maine, Mowla ka darshan payo (2)

Verse 1

Janam janam ki kuchi ? payi ** (2)

Man mein tumhe basayo oh oh (2)

Dar hai kahin koi, chin na leve (2)

Tum hi karam farmavo

Payoji maine, Mowla ka darshan payo (2)

Verse 2

Man-ki nao-hai, bich bhawar mein ** (2)

Naya par lagao oh naya par lagao

Tera karam ho, mujh daasi par (2)

Nur ki meh barsao

Tumhi mere Mowla tumhi mere Aka naya ke tum ho khevaaya

verses: 
2

Title: Tumhi mere Mowla Page: 60________________________________________________________________________

Alaap Tumhi mere Mowla, tumhi mere Aka, naya ke tum, ho khevaaya **

Tumhi mere Mowla, tumhi mere Aka, naya ke tum, ho khevaaya (2)

Tumhi mere Mowla

Verse 1

Tumhi aas meri, tummi aatma }

Jo chalke nigahon se, who roshni ho ** Tumhi aas.... (2)

Meri zindagi ho tumaari dumse

Kardo karam ki najariya ho ho.. kardo (2)

Tumhi mere Mowla, tumhi mere Aaka

Naya ke tum, ho khevaaya

Verse 2

Mere liye tum, shaman nur ki ho }

Dozak mey mey to kya mera saya na jaayega

verses: 
3

Title: Dozak mey mey to Page: 61.1___________________________________________________________________________

Taj Ali jaisa koi sardar nahin hai (music)

Mohamed jaisa koi darbaar nahin hai (music)

Panj tan paak se jise pyar nahin hai (music)

Uske kalme ka koi aitbaar nahin hai (music)

Nabi ka kuwate baazu Ali hai (music)

Kalame paak ki kushboo Ali hai (music)

Ali ki jisne nahi imdaad chahi (music)

Kyun ke Ali ka naam hai shane ilahi (music)

Dozak mey mey to kya [mera saya na jaayega x3] (music)

Ch Dozak mey mey to kya [mera saya na jaayega x3] x2

MUSIC

Durood O Salam Allahuma salle ala Muhamed din wa ale Muhamed

verses: 
4

Title: Durood O Salam Page: 62.1_________________________________________________________________________

Taj Innallaha wa malaikatahu, yo solune allan nabi

Ya ayu hal azeena amanu, salu wallahi wa salimun taslim **

Allahuma salle ala

Ch Allahuma salle ala, Mohamedin wa ale Muhamed (2)

Taj Allahuma salle ala

Verse 1

Taj Ahmed se mim hata kar, noore ahad ko dekhlo

Ch Ahmed se mim hata kar, noore ahad ko dekhlo

Rahematul-lilalameen mein, Allaha ki rahemet dekhlo

Taj Allaha ki rahemat dekhlo

Ch Shaha Karim ale Muhamed, Shaha Karim noore Muhamed

Taj Repeat

Nooran ala noor ki dekho yehi to paichan hai

verses: 
4

Title: Nooran ala Noor Page: 64.1
__________________________________________________________________________

Taj Nooran ala noor ki dekho yehi to paichan hai

Ale nabi aulade Ali aur panjetan ki shaan hai

Shah Karim zindabad (4)

Ch Repeat above

Verse 1

Taj Noore ahad se noor chamak kar, panjetan mein aya tha

Ch Repeat above

Taj Wohi noor ki roshani phir, kutub sitara paya tha

Ch Repeat above

Taj Apne naamon se Allah ne, unka naam sikhaya

Ch Repeat above

Taj Is tara phir duniya ne, paighambhar ko paya tha **

Ali Muhamed Fatima Hassan Hussein paichan hai

Karimni sonheri katha

in
verses: 
18

Title: Karimni sonheri katha Page: 65.1
__________________________________________________________________________

Shahey zaman, Shah Karimni, sunhery chhe aa katha

Mowla amara Shah Karim (music)(2), janamiya Geneva ma

Termi december ney, og(d)niso chhatreesma

Ch: Termi december ney, og(d)niso chhatreesma

E tejaswi badak nu naam rakhiya dadajaaney (music)

Karim naam rakhiyu enu pyarthi Sultaney

Ch: Karim naam rakhiyu enu pyarthi Sultaney

Mata thaya Tajudawala (2), Pita Ali Salman Khan (music)

Mohammad Rasoolna nawasa, Fatima na khandan

Who sham mujhe yaad aye jis sham ko Mowla aye

verses: 
2

Title: Who sham mujhe yaad aye Page: 18
_______________________________________________________________________

Alaap: Kya khush nasib ye com hai, jo Ali se muhobat karte hai

Mowla Ali ke naam per, ye sabh kuch nisar karte hai

Tan man aur dhan ke saath, waqt kurban karte hai

Karim Shah ke naam per, who duniya mein ujala karte hai

Who sham mujhe yaad aye, jis sham ko Mowla aye

Mein gaata raha, leherata raha

Anmol khushi ke tarane

Who sham mujhe yaad aye, jis sham ko Mowla aye

Mein gata raha, leherata raha, anmol khushi ke tarane

Who sham mujhe yaad aye

Tun ne kaise rangon se ye ranga jag sara

verses: 
2

Title: Tun ne kaise rango se Page: 19________________________________________________________________________

Male Tun ne kaise rangon se ye, ranga jag sara (2)

Jo roop dekhun mujh ko, lage pyara pyara (2)

Both Tun ne kaise rangon se ye, ranga jag sara (1)

Jo roop dekhun mujh ko, lage pyara pyara (2)

Verse 1

Male Man ka ye bandhan, rishte ye naate (2)

Tun na banata to, hum jee na paate (1)

Both Suna suna hota ye, jiwan hamara, ranga jag sara ~

Tun ne kaise rangon se ye, ranga jag sara (1)

Jo roop dekhun mujh ko, lage pyara pyara (2)

Verse 2

Chalore sakhi preetam ke darbar

verses: 
2

Title: Chalore sakhi Page: 20_______________________________________________________________________

Chalore sakhi, preetam ke darbar (2)

Sat samandar, par kare jahan (2)

Birajere sarkar

Chalore sakhi preetam ke darbar (2)

Verse 1

Raine andhariya, garje badariya (2)

Cham cham bijli chamke ~~ (2)

Ban ke panchi, bhag rahe hai (2)

Tap tap, meha tap ke (2)

Prem nagar ko, marg khatin hai (2)

Jaana hai, dushwaar

Chalore sakhi, preetam ke darbar (2)

Verse 2

Mein kyun dhundhan javun sakhiri (2)

Ban ban mein upavan mein (2)

Mithi madhuri, murali biraje (2) (2)

Ayi tere charan leke man ki lagan mein to Ali Ali

verses: 
2

Title: Ayi tere charan Page: 21_______________________________________________________________________

Alaap: Hai ankh who, jo Ali ka darshan kiya kare

Hai shish jo, Allah-ke charan mein, sajda kiya kare

Bekaar who jo mukh rahe, viarth baaton mein

Mukh who hai jo, Ali ka, sumiran kiya kare

Hire moti ~~se, hire moti se nahi shobha hai haath ki

Hai haath who, har shubh kaam jo, hardam kiya kare

Markar bhi amar naam hai us jiv ka jag mein

Ali prem mein, who balidaan jo, jivan kiya kare **

Ayi tere charan, leke man ki lagan (2)

Mein to Ali Ali, gali gali gane lagi

Hazar Imam mere Mowla Karim Aga

verses: 
4

Title: Hazer Imam mere Page: 22_______________________________________________________________________

Hazar Imam mere, Mowla Karim Aga (2)

Karte hai kaam mere, Mowla Karim Aga...Hazar Imam..Aga (Repeat)

Hazar Imam mere, Mowla Karim Aga

Verse 1

Mohotaj hai ini ki, ye gardishe zamana (2)

Abhi makaam mere, Mowla Karim Aga

Karte hai kaam mere, Mowla Karim Aga

Hazar Imam mere, Mowla Karim Aga

Verse 2

Ye bazz mein kausari hai, dete hai sab ko bhar ke (2)

Kausar ka jam mere, Mowla Karim Aga

Karte hai kaam mere, Mowla Karim Aga

Hazar Imam mere, Mowla Karim Aga

Verse 3

Duniya badalti raheti hai na badalenge hum

verses: 
2

Title: Duniya badalti raheti hai Page: 23
_______________________________________________________________________

Fem: Ah ah ah ah, ah ah, mm mm mm mm mm ***

Male: Duniya badalti raheti hai, na badalenge hum

Mausum hi badalta raheta hai, na badalenge hum

Fem.: Repeat as above

Both Duniya badalti raheti hai

Verse 1

Male: Tera chand sitara na badala ah ah ah ah ** (2)

Suraj ka ujala na badala **

Fem.: Phir kyun badalenge hum

Koshish mein rahenge hum

Both Phir kyun badalenge hum

Hum hai tumhari kashti mein, na chordenge sung

Mausum hi badalta raheta hai, na badalenge hum


Syndicate content

Back to top