Hindi
Zara sun le tun dil ki pukaar
Title: Zara sun le tun dil ki Page: 8
Chord: Dm
________________________________________________________________________
Cho: Zara sun le, tun dil ki pukar (2)
Ho momin tere dwar kharde, ho bande tere dwar kharde
Repeat as above and then
Zara sun le, tun dil ki pukar
Verse 1
Fem.: Milan ki ghadi pal pal yaad aye (2)
Male: Birha ki baat mohse kahi ne jaye (2)
Cho: Kub doge, noorani deedar (2)
Ho momin tere...Ho bande tere... Zara sun le tun.... (2)
Verse 2
Male: Mila hai aaj mujhe, Maalik jahan ka (2)
Fem: Jane na bhed koi Ilahi Noor ka (2)
Chor: Sabka tum ho, palan har (2)
- Read more
- 11180 reads
Tere dar pe ayen hum sar jukaaye
Title: Tere dar pe aye Page: 45________________________________________________________________________
Tere dar pe ayen, hum sar jukaaye
Daya kar oh Mowla, tere momino par
Repeat above
Rahe teri rahemet, hum par hamesha
Dua ye hi karte hai, pyare Karim Shah
Tere dar pe ayen, hum sar jukaaye
Daya kar oh Mowla, tere momino par
Verse 1
Meri dharkanon mein, mohobat hai teri ** (2)
Meri zindagi Mowla, amanat hai teri (2)
Tamana hai jin, raaston par chalaye tun
Nisha ho wahan par, meri bandagi ka
Rahe teri rahemet, hum par hamesha
- Read more
- 17246 reads
Hum hai ghulam e Ali leke naame Ali
Title: Hum hai ghulam e ali Page: 10
Chord: G
____________________________________________________________________
Hum hai gulam-e-Ali, leke naam-e Ali (2)
Mushkil apni, asan kar lete hai, apna daman kushi se bhar lete hai
Cho: Apna daman kushi se bhar lete hai (2)
Ali, Ali, Mowla Ali, Mowla Ali (4)
Verse 1
Kaune hai mere Mowla-ka saani i, Koi data nahi aisa daani
Cho: Ali, Ali, Mowla, Ali
Kaune hai mere Mowla-ka saani i i, Koi data nahi aisa daani
Hum mouridon ki Mowla-khabar lete hai~, Apna daman .bhar lete hai
Cho: Apna daman kushi se bhar lete hai (2)
- Read more
- 13181 reads
Hum Jashne Viladat ko bhardi shaan se manayenge
Title: Hum Jashne Vildat ko Page: 46_______________________________________________________________________
Alaap: Hum Jashne Viladat ko, bhardi shaan se manayéngé
Cho: Hum Jashne Viladat ko, bhardi shaan se manayéngé
Vich apné Aka ko hum takth pe bithayénge **
Hum Jashne Viladat ko bhardi shaan se manayéngé
Verse 1
Male Hum Shahé do alaam ke~, hai nur ke parwane * (2)
Fem. Deedar ke deewane~, Tawhid ke mastane * (2)
Cho: Hum ek naya gulshan, alam mein khiladenge * (2)
- Read more
- 11844 reads
Dwar khule jannat ke jhoom utha asman
Title: Dwar khule jannat ke Page: 11
Chord: D#m
____________________________________________________________________
Fem.: Dwar khule jannat ke *** jhoom utha asman ***
Dwar khule jannat ke, jhoom utha asman
Deep jale ghar ghar mein
Cho.: Chamak utha sara angana, ho ho, chamak utha sara angana
Dwar khule jannat ke.. jhoom utha.. angana..deep jale..
Chamak utha sara angana (2)
Verse 1
Male: Dil ka hindola, nur se sajaye }
Ale Nabi ko hum, usme bithanye...Dil ka.. (2)
Fem.: Sang sang Mowla ke, jule-hai sare momina ** (2)
Deep jale ghar ghar mein
- Read more
- 11479 reads
Tere dware hum chalen ayen
Title: Tere dware hum Page: 47________________________________________________________________________
Alaap Mere Mowla, mere Mowla, Mowla
Tere dware hum chalen ayen (2)
Tere dware, hum chalen ayen (3)
Who hai sabka rakhwala phir
Hum kahe gabharaye
Tere dware, hum chalen ayen (3)
Verse 1
Yeh uljan aur, ye dukh saare (2)
Le chale Ali, ke dware (2)
Who hi hamri, aas bandhaye
Bigare kaam sawaare (2)
Dwar se Ali ke kol khali, hath na wapas jaye
Tere dware, hum chalen ayen (3)
Verse 2
Jeevan hai ye den usi ki (2)
Is mein nahi kuch humara (2)
Man se jab le, naam usi ka
- Read more
- 9249 reads
Ayenge Shah Karim Ayenge
Title: Ayenge Shah Karim Ayenge Page: 15
Chord: E
____________________________________________________________________
Music x 4
Cho.: Ayenge Shah Karim ayenge (4)
Fem.: Ho Shah Karim more, ho Shah Karim more
Ayenge aaj, ho momino jhumon gao....Shah Karim... (2)
Cho.: Jhumon gao, gao jhumon, jhumon gao, momino
Ayenge Shah Karim ayenge (2)
Verse 1
Fem.: Shah more ayenge is nagri me, is nagri me
Cho.: Ayenge Shah Karim, ayenge
Fem.: Khushiyan manaao, juo khushiyaan manaao
Cho.: Ayenge Shah Karim, ayenge
Fem.: Dhoom machi hai aaj, harsu Noor ki barsaat ho
Cho.: Mowla ho Mowla *
- Read more
- 14040 reads
Mowla aye hein khushiyan laayen hai
Title: Mowla aye hein Page: 51
________________________________________________________________________
Mowla aye hein, khushiyan laayen hai (2)
Ho ho ho, jhumen uthe hai armaan
Taaron se tori rah-ha bharoun (4)
Mowla aye hein, khushiyan laayen hai
Verse 1
Ayen hai Mowla, is nagari mein
Baandhe kushiyon ka sahera ah ah
Mere khayalon ka gahena hai, who nurani chahera ah ah
(Repeat above)
Raha take the din raat
Taaron se tori rah ha bharoun (4)
Mowla aye hein, khushiyan laayen hai
Verse 2
Mowla ki hai, shaane nirali
Who gulshan ka maali i i
- Read more
- 7021 reads
Phoolon ki hai barsaat chalo Mowla ayen hai
Title: Phoolon ki hai Page: 16
Chord: Raag Bheeghi hui - Sangram
________________________________________________________________________
Phoolon ki hai barsaat chalo, Mowla ayen hai ***
Maheki hui hai raat chalo, Mowla ayen hai **
Phoolon ki hai barsaat chalo, Mowla ayen hai
Verse 1
Sine mein unki yaad hai, hoton pe unka naam hai ** (2)
Hai jinka chahera noor sa, kaisi nirali sham hai
Machle hai ye jazbaat chalo, Mowla ayen hai **
Phoolon ki hai barsaat chalo, Mowla ayen hai
Verse 2
Baithe huwen hai raha mein, bas ek jalak ki pyas hai ** (2)
- Read more
- 9025 reads
Suratiya Mowla ki muratiya Mowla ki base more man mein
Title: Suratiya Mowla ki Page: 53__________________________________________________________________________
Ah Ah Ah Ah
Suratiya Mowla ki, muratiya Mowla ki base, more man mein
Surat Mowla ki base more man mein (2)
Suratiya Mowla ki, muratiya Mowla ki, base more man mein
Surat Mowla ki base more man mein (2)
Verse 1
Preet Mowla sung, maine lagayi (2)
Aas milan ki, man bhar ayi
Mowla ki rahemat, barse mujh par (2)
Asha yehi, hai man mein eh eh (2)
Suratiya Mowla ki, muratiya Mowla ki, base more man mein
Surat Mowla ki base more man mein (2)
Verse 2
- Read more
- 8003 reads
Dena hum ne didar oh pyare Karim Shah
Title: Dena humne didar Page: 17
Chord: Dm
_______________________________________________________________________
Alaap Dena hum ne didar, oh pyare Karim Shah
Ye hai humari bandagi, dena nurani didar **
Dena humne didar, oh pyare Karim Shah
Ye hai humari bandagi, dena nurani didar **
Repeat: Dena humne didar, oh pyare..Ye hai humari...dena nurani didar **
Dena humne didar
Verse 1
Tum ho ale Nabi ki, tum ho aulade Aly (2)
Oh humare pyare Karim Shah, aye hai hum, tere dwaar (2)
Dena hume aashirwad, rahe salamat iman **
Dena humne didar, oh pyare Karim Shah
- Read more
- 11823 reads
Who sham mujhe yaad aye jis sham ko Mowla aye
Title: Who sham mujhe yaad aye Page: 18
_______________________________________________________________________
Alaap: Kya khush nasib ye com hai, jo Ali se muhobat karte hai
Mowla Ali ke naam per, ye sabh kuch nisar karte hai
Tan man aur dhan ke saath, waqt kurban karte hai
Karim Shah ke naam per, who duniya mein ujala karte hai
Who sham mujhe yaad aye, jis sham ko Mowla aye
Mein gaata raha, leherata raha
Anmol khushi ke tarane
Who sham mujhe yaad aye, jis sham ko Mowla aye
Mein gata raha, leherata raha, anmol khushi ke tarane
Who sham mujhe yaad aye
- Read more
- 13005 reads
Tun ne kaise rangon se ye ranga jag sara
Title: Tun ne kaise rango se Page: 19________________________________________________________________________
Male Tun ne kaise rangon se ye, ranga jag sara (2)
Jo roop dekhun mujh ko, lage pyara pyara (2)
Both Tun ne kaise rangon se ye, ranga jag sara (1)
Jo roop dekhun mujh ko, lage pyara pyara (2)
Verse 1
Male Man ka ye bandhan, rishte ye naate (2)
Tun na banata to, hum jee na paate (1)
Both Suna suna hota ye, jiwan hamara, ranga jag sara ~
Tun ne kaise rangon se ye, ranga jag sara (1)
Jo roop dekhun mujh ko, lage pyara pyara (2)
Verse 2
- Read more
- 7877 reads
Chalore sakhi preetam ke darbar
Title: Chalore sakhi Page: 20_______________________________________________________________________
Chalore sakhi, preetam ke darbar (2)
Sat samandar, par kare jahan (2)
Birajere sarkar
Chalore sakhi preetam ke darbar (2)
Verse 1
Raine andhariya, garje badariya (2)
Cham cham bijli chamke ~~ (2)
Ban ke panchi, bhag rahe hai (2)
Tap tap, meha tap ke (2)
Prem nagar ko, marg khatin hai (2)
Jaana hai, dushwaar
Chalore sakhi, preetam ke darbar (2)
Verse 2
Mein kyun dhundhan javun sakhiri (2)
Ban ban mein upavan mein (2)
Mithi madhuri, murali biraje (2) (2)
- Read more
- 13397 reads
Ayi tere charan leke man ki lagan mein to Ali Ali
Title: Ayi tere charan Page: 21_______________________________________________________________________
Alaap: Hai ankh who, jo Ali ka darshan kiya kare
Hai shish jo, Allah-ke charan mein, sajda kiya kare
Bekaar who jo mukh rahe, viarth baaton mein
Mukh who hai jo, Ali ka, sumiran kiya kare
Hire moti ~~se, hire moti se nahi shobha hai haath ki
Hai haath who, har shubh kaam jo, hardam kiya kare
Markar bhi amar naam hai us jiv ka jag mein
Ali prem mein, who balidaan jo, jivan kiya kare **
Ayi tere charan, leke man ki lagan (2)
Mein to Ali Ali, gali gali gane lagi
- Read more
- 16037 reads
Hazar Imam mere Mowla Karim Aga
Title: Hazer Imam mere Page: 22_______________________________________________________________________
Hazar Imam mere, Mowla Karim Aga (2)
Karte hai kaam mere, Mowla Karim Aga...Hazar Imam..Aga (Repeat)
Hazar Imam mere, Mowla Karim Aga
Verse 1
Mohotaj hai ini ki, ye gardishe zamana (2)
Abhi makaam mere, Mowla Karim Aga
Karte hai kaam mere, Mowla Karim Aga
Hazar Imam mere, Mowla Karim Aga
Verse 2
Ye bazz mein kausari hai, dete hai sab ko bhar ke (2)
Kausar ka jam mere, Mowla Karim Aga
Karte hai kaam mere, Mowla Karim Aga
Hazar Imam mere, Mowla Karim Aga
Verse 3
- Read more
- 11937 reads
Duniya badalti raheti hai na badalenge hum
Title: Duniya badalti raheti hai Page: 23
_______________________________________________________________________
Fem: Ah ah ah ah, ah ah, mm mm mm mm mm ***
Male: Duniya badalti raheti hai, na badalenge hum
Mausum hi badalta raheta hai, na badalenge hum
Fem.: Repeat as above
Both Duniya badalti raheti hai
Verse 1
Male: Tera chand sitara na badala ah ah ah ah ** (2)
Suraj ka ujala na badala **
Fem.: Phir kyun badalenge hum
Koshish mein rahenge hum
Both Phir kyun badalenge hum
Hum hai tumhari kashti mein, na chordenge sung
Mausum hi badalta raheta hai, na badalenge hum
- Read more
- 10621 reads
General Waez - Ibadat -
Waez by Babul Al Waez
Language: Gujrati (Indian Language) around 29:20 then switches to Hindi (Indian Language)
Sound quality: not so Clear( audible)
Waez topic: Baitulkhayal, Importance of Ibadath, True peace
Interruption around 42:05 to 45:30 then starts from where it stopped.
Waez ends at 1:25:44 (a minute before)
- Download audio file
- 58023 reads
0818-ISLAMABAD JK - 2005
This file cannot be listened to online. Please use the download link in order to listen to it on your computer.
- Download audio file
- 20095 reads
0817-RAWALPINDI JK - 2005
This file cannot be listened to online. Please use the download link in order to listen to it on your computer.
- Download audio file
- 15686 reads