Hum hai ghulam e Ali leke naame Ali
Title: Hum hai ghulam e ali Page: 10
Chord: G
____________________________________________________________________
Hum hai gulam-e-Ali, leke naam-e Ali (2)
Mushkil apni, asan kar lete hai, apna daman kushi se bhar lete hai
Cho: Apna daman kushi se bhar lete hai (2)
Ali, Ali, Mowla Ali, Mowla Ali (4)
Verse 1
Kaune hai mere Mowla-ka saani i, Koi data nahi aisa daani
Cho: Ali, Ali, Mowla, Ali
Kaune hai mere Mowla-ka saani i i, Koi data nahi aisa daani
Hum mouridon ki Mowla-khabar lete hai~, Apna daman .bhar lete hai
Cho: Apna daman kushi se bhar lete hai (2)
Ali, Ali, Mowla Ali, Mowla Ali (4)
Verse 2
Sach to ye he ke mushkil khusha he, yanke har ghamke Mowla nava he
Cho: Ali, Ali, Mowla, Ali
Sach to ye he ke mushkil khusha he, Yanne har ghamke Mowla nava he
Unke sadke mein gham se ubhar lete hai ee, Apna daman..lete hai
Cho: Apna daman kushi se bhar lete hai (2)
Ali, Ali, Mowla, Ali, Mowla, Ali (4)
Verse 3
Ilm ke shaher ka dar hai mowla aaa, dosto nur ka ghar hai Mowla
Cho: Ali, Ali, Mowla, Ali
Ilm ke shaher ka dar hai Mowla, aa, dosto noor ka ghar hai Mowla
Unke sahe main jo bhi thaher lete hai e e, Apna daman ..lete hai
Cho: Apna daman kushi se bhar lete hai (2)
Ali, Ali, Mowla Ali, Mowla Ali (4)
Verse 4
Unpe kaiser hamara hai Ima~an, chahe betaabi ho gham ka toofan
Male: Ali, Ali, Mowla, Ali
Unpe kaiser hamara hai Ima~an, chahe betaabi ho gham ka toofan
Naam lete hi par utar lete hein ~~, apna daman..lete hein
Chor: Apna daman kushi se bhar lete hai (2)
Ali, Ali, Mowla Ali, Mowla Ali (4)
Hum hai gulam Ali, leke naam e Ali (Repeat from top)
End: Ali, Ali, Mowla Ali, Mowla Ali (8 times fading)
- 13181 reads