Payoji maine Mowla ka darshan paayo

📅 17 Nov 2009

Title: Payoji maine Mowla ke Page: 58_________________________________________________________________________

Payoji maine, Mowla ka darshan pa~ayo (2)

Darshan pa~ake, sukh apnayo (2)

Nur ka dhan apna yo

Payoji maine, Mowla ka darshan payo (2)

Verse 1

Janam janam ki kuchi ? payi ** (2)

Man mein tumhe basayo oh oh (2)

Dar hai kahin koi, chin na leve (2)

Tum hi karam farmavo

Payoji maine, Mowla ka darshan payo (2)

Verse 2

Man-ki nao-hai, bich bhawar mein ** (2)

Naya par lagao oh naya par lagao

Tera karam ho, mujh daasi par (2)

Nur ki meh barsao

Payoji maine, Mowla ka darshan payo (2)

Darshan pa~ake, sukh apnayo (2)

Nur ka dhan apna yo

Payoji maine, Mowla ka darshan payo (4)

Devotional Literature
CHATBOT DISABLED END #}