Welcome to F.I.E.L.D.- the First Ismaili Electronic Library and Database.

Ismaili nawjawano tum qaum ki azmat bano

Source: 
Kamal Taj - Shahadat-e-Ishq - Chicago
verses: 
3

Title: Ismaili nawjawano Page: 63.1__________________________________________________________________________

Cho Ismaili nawjawano, Ismaili nawjawano (High)

Tum quam ki azmat bano, tum quam ki izat bano

Tum quam ki kuwat bano

Ismaili nawjawano, tum quam ki azmat bano

Tum quam ki izat bano, tum quam ki kuwat bano

Ismaili nawjawano, Ismaili nawjawano (High)

Verse 1

Taj Humko tumpey, naaz hey yeh, quam ki awaaz hey

Cho Yeh, quam ki awaaz hey

Taj Tumhaari har, jihaad ka ees, Quam ko ahsaas hey (Music: ah ah)

Ch Is, quam ko ahsaas hey

Taj Aage bhardo (Music: ah ah) Phoolon phalon

Ch Phoolon phalon

Taj Dil, quam ki awaaz hey

Ch Dil, quam ki awaaz hey (Music)

You are our pride, you are our dreams

You are our life, you are everything

Repeat You are our pride, you are our dreams, you are our life, you are everything (Music)

Ismaili nawjawano, tum quam ki azmat bano

Tum quam ki izat bano, tum quam ki kuwat bano

Ismaili nawjawano (High)

Verse 2

Taj La la la Ch: La la

Taj Ho ho ho Ch: Ho ho

Taj Ah ah ah Ch: Mm mm mm mm

.../63.2

Ismaili nawjawano....cont'd Page: 63.2

Taj Mazab nahin to, kuch nahin, talim mukam-mal nahin

Ch Talim mukam-mal nahin

Taj Iman ki dau-lat nahin to, zindagi nahin, zindagi (Chorous Music)

Ch Zindagi nahin, zindagi

Taj Kir daar ke (Music: Ah ah) Boolandi se

Ch Boolandi se

Taj Tum quam ke gauhar bano

Ch Tum quam ke gauhar bano (Music)

Faith is everything, you will ever need

Life without faith, is no life indeed

Repeat Faith is everything, you will ever need, life without faith, is no life indeed (Music)

Ismaili nawjawano, tum quam ki azmat bano

Tum quam ki izat bano, tum quam ki kuwat bano

Ismaili nawjawano (High)

Verse 3

Taj Tum aye ho mey-daan mein to, quam ki khidmat karo

Ch Tum quam ki khidmat karo

Taj Islam ki khidmat karo, insaniyat ki khidmat karo (Chorous Music)

Ch In-saniyat ki khidmat karo

Taj Ta'j ke [Music: ah ah] Sartaaj key

Ch Sartaaj key

Taj Is, azme ko pura karo

Ch Is, azme ko pura karo (Music) Ismaili nawjawano

Tum quam ki azmat bano, tum quam ki izat bano

Tum quam ki kuwat bano

Ismaili nawjawano

Tum quam ki azmat bano, tum quam ki izat bano

Tum quam ki kuwat bano, Ismaili nawjawano

Ismaili nawjawaano (High x 4)


Audio for Ismaili nawjawano tum qaum ki azmat bano

Back to top